AGK Sangeet

Aaj Mausam Bada Baiman Hai

Song Details

Name

Aaj Mausam Bada Baiman Hai

Year

1973

Movie Name

Loafer

Raag

Pahadi

Music Director

Laxmikant Pyarelal

Lyricist

Anand Bakshi

Lyrics of Aaj Mausam Bada Baiman Hai

aaj mausam bada beimann hai bada
beimann hai, aaj mausam
aane vaalaa koii tufaan hai koii
tufaan hai, aaj mausam

kyaa huaa hai, huaa kuch nahii hai
baat kyaa hai pataa kuch nahii hai
mujhase koii kataa ho gaii to
is me merii kataa kuch nahii hai
kubasurat hai tu rut javaan hai

kaalii-kaalii ghataa dar rahii hai
thadii aahe havaa bhar rahii hai
sabako kyaa-kyaa gumaan ho rahe hai
har kalii ham pe shak kar rahii hai
phulo kaa dil bhii kuchh badagumaan hai

ai mere yaar ai husn vaale
dil kiyaa maine tere havaale
terii marzii pe ab baat thaharii
jiine de chaahe tu maar daale
tere haatho me ab merii jaan hai