Name
Aansoo Samajh Ke Kyon Mujhe, Aankh Se Tumne Gira Diya
Year
1961
Movie Name
Chhaya
Raag
Taal
YouTube Link
Singer
Music Director
Lyricist
Actor
Category
aansu samajh key kyon mujhe aankh se tune gira diya
motee kisike pyar kaa mittee me kyon mila diya
jo naa chaman me khil saka, mai woh garib phul hu
jo kuchh bhee hu bahar kee, chhotisee yek bhul hu
jisne khila key khud mujhe, khud hee mujhe bhula diya
meree khata maf hai, bhule se aa gaya yaha
varana mujhe bhee hain khabar, mera nahee hain yeh jahan
dub chala tha nind me, achchha kiya jaga diya