AGK Sangeet

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (by Lata)

Song Details

Name

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (By Lata)

Year

1952

Movie Name

Daag

Taal

Dadra

Music Director

Shankar Jaikishan

Lyricist

Shailendra

Lyrics of Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (By Lata)

ae mere dil kahi aur chal
gham ki duniyaa se dil bhar gayaa
dhundh le ab koi ghar nayaa
ae mere dil kahi aur chal
gham ki duniyaa se dil bhar gayaa
dhundh le ab koi ghar nayaa
ae mere dil kahi aur chal

chal jahaan gham ke maare naa ho
joothhi aashaa ke taare naa ho
in bahaaro se kyaa faayada
jis mein dil ki kali jal gayi
jakham fir se hara ho gaya
ae mere dil kahi aur chal

chaar aansu koi ro liyaa
fer ke muh koi chal diyaa
chaar aansu koi ro liyaa
fer ke muh koi chal diyaa
fer ke muh koi chal diyaa
loot rahaa thaa kisi kaa jahaa
dekhati rah gayi ye jamin
chhup rahaa berahum aasamaan
ae mere dil kahi aur chal