AGK Sangeet

Bachapan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Judaa Karanaa

Song Details

Name

Bachapan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Judaa Karanaa

Year

1952

Movie Name

Baiju Bawra

Raag

Mand

Taal

Dadra

Music Director

Naushad

Lyrics of Bachapan Ki Mohabbat Ko Dil Se Na Judaa Karanaa

bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aaye milne ki dua karna
bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aaye milne ki dua karna

ghar meri ummido kaa suna kiye jaate ho
duniya ai muhabbat ki lute liye jaate ho
jo gam diye jaate ho us gam ki dua karna
bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aaye milne ki dua karna

saavan me papiha kaa sangit sunaaungi
fariyaad tujhe apni gaa-gaa kar sunaaungi
aavaaz meri sun ke dil thaam liya karna
bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aaye milne ki dua karna