AGK Sangeet

Kai Sadiyo Se, Kai Janmo Se

Song Details

Name

Kai Sadiyo Se, Kai Janmo Se

Year

1972

Movie Name

Milap

Singer

Mukesh

Music Director

Brij Bhushan

Lyrics of Kai Sadiyo Se, Kai Janmo Se

kai sadiyo se, kai janamo se
kai sadiyo se, kai janamo se
tere pyaar ko tarse meraa man
aa jaa
aa jaa ke adhuraa hai apnaa milan
kai sadiyo se

raaho me kahi, nazar aaya
apne hi khyaalo kaa saya
raaho me kahi, nazar aaya
apne hi khyaalo kaa saya
kuchh der meraa man lahrayaa
o o o, phir dub gai ashaa ki kiran
aa jaa
aa jaa ke adhuraa hai apnaa milan
kai sadiyo se

sapno se mujhe, na yun bahlaa
paayal ke soye geet jagaa
sapno se mujhe, na yun bahlaa
paayal ke soye geet jagaa
sunsaan hai jivan ki bagiyaa
o o o, sunaa hai bahaaro kaa aangan
aa jaa ke adhuraa hai apnaa milan
kai sadiyo se