AGK Sangeet

Maine Rang Lee Aaj Chunariya

Song Details

Name

Maine Rang Lee Aaj Chunariya

Year

1966

Movie Name

Dulhan Ek Raat Ki

Raag

Pilu

Taal

Dadra

Music Director

Madan Mohan

Actor

Nutan

Lyrics of Maine Rang Lee Aaj Chunariya

maine rang lee aaj chunariya sajana tore rang me
maine rang lee aaj chunariya sajana tore rang me
maine rang lee

jiya mora chahe mai bhee khelu o sajanava holee aaise
radha ne kanhaiya sey prem kee holee khelee jaise
prem ke mai rang phenku
bin tumhare kuchh naa dekhu
maine rang lee aaj chunariya sajana tore rang me

kitne jatan sey yeh rup sajaya maine sajana
soye huye sapne ko phir jagaya maine sajana
mai toh dubee prem ras me
ab nahee mai apne bas me
maine rang lee aaj chunariya sajana tore rang me

jaldee sey aa meree bavree ankhiya teree pyasee
charnon me tere piya swarg basa le teree dasee
tum bata do mere kya ho
mai to janu devata ho
maine rang lee aaj chunariya sajana tore rang me