AGK Sangeet

Mohe Panghat Pe, Nandlal Chhed Gayo Re

Song Details

Name

Mohe Panghat Pe, Nandlal Chhed Gayo Re

Year

1960

Movie Name

Mughal-e-Azam

Raag

Gara

Music Director

Naushad

Lyrics of Mohe Panghat Pe, Nandlal Chhed Gayo Re

mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re
mohe panghat pe
mori naajuk kalayiya marod gayo re
mori naajuk kalayiya marod gayo re
mohe panghat pe ho
mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re
mohe panghat pe

kankari mohe maari, gagariya phod daari
haay gagariya phod daari
ho kankari mohe maari, gagariya phod daari
ho gagariya phod daari
mori saadi anaadi bhigoy gayo re
mori saadi anaadi bhigoy gayo re
mohe panghat pe ho
mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re
mohe panghat pe

naino se jaadu kiya, jiyra moh liya
haay jiyra moh liya ho
naino se jaadu kiya, jiyra moh liya
haay jiyra moh liya, ho jiyra moh liya
mora ghunghta najariyo se tod gayo re
mora ghunghta najariyo se tod gayo re
mohe panghat, aji haan
mohe panghat haan
mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re
mohe panghat pe