AGK Sangeet

Tera Jaana, Dil Ke Armaano Ka Lut Jaana

Song Details

Name

Tera Jaana, Dil Ke Armaano Ka Lut Jaana

Year

1959

Movie Name

Anari

Taal

Dadra

Music Director

Shankar Jaikishan

Lyricist

Shailendra

Actor

Nutan

Lyrics of Tera Jaana, Dil Ke Armaano Ka Lut Jaana

tera jana dil ke armano ka lut jana
tera jana dil ke armano ka lut jana
koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana
tera jana

tera gum teri khushi mera gum meri khushi
tujhse hi thi jindagi us par hamne tha kaha
jiwan bhar ka sath hai ye kal ki hi baat hai
tera jana dil ke armnao ka lut jana
koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana
tera jana

jab jab chanda aayega teri yad dilayega
sari raat jagayega
mai roker rah jaungi dil jab jidd par aayega
dil ko kaun manayega
tera jana dil ka armano ka lut jana
koi dekhe, koi dekhe banke takdiro ka mit jana
tera jana