AGK Sangeet

Toote Hue Khwabon Ne, Humko Ye Sikhaya Hai

Song Details

Name

Toote Hue Khwabon Ne, Humko Ye Sikhaya Hai

Year

1958

Movie Name

Madhumati

Taal

Dadra

Music Director

Salil Chowdhury

Lyricist

Shailendra

Lyrics of Toote Hue Khwabon Ne, Humko Ye Sikhaya Hai

tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai

tute hue khvaabo ne

ham dhundte hai unko, jo milke nahi milte

ruthe hai na jaane kyun, mehmaan mere dil ke
mehmaan mere dil ke
kyaa apni tamanna thi, kya saamane aaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai
dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai
tute hue khvaabo ne

laut aai sadaa meri, takara ke sitaaro se

ujadi hui duniya ke, sunsaan kinaro se
sunsaan kinaro se
par ab ye tadapana bhi, kuch kaam na aaya hai