AGK Sangeet

Ye Mausam Aaya Hai, Itne Salo Me, Aaja Ke Kho Jaye, Khabo Khayalo Me

Song Details

Name

Ye Mausam Aaya Hai, Itne Salo Me, Aaja Ke Kho Jaye, Khabo Khayalo Me

Year

1975

Movie Name

Aakraman

Raag

Pahadi

Music Director

Laxmikant Pyarelal

Lyricist

Anand Bakshi

Lyrics of Ye Mausam Aaya Hai, Itne Salo Me, Aaja Ke Kho Jaye, Khabo Khayalo Me

ye mosam aya hai, itne salo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
ye mosam aya hai, itne salo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me

kaliyo ke chehre nikhar gaye hai
kaliyo ke chehre nikhar gaye hai
phulo ke chehre bikhar gaye hai
sab kuch tu bas gayi hai, in resmi sabnami khyalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me

ankho ka milna khub raha hai
ankho ka milna khub raha hai
ye dil diwana dub raha hai
matwale naino ke in sarbati har kisi khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
ye mosam aya hai, itne salo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me

kahna nahi tha, kahna pada hai
kahna nahi tha, kahna pada hai
pyar ka jadu sabse bada hai
mera dil nada hai, is pyar ki madbhari chalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
ye mosam aya hai, itne salo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
aaja ke kho jaye, khwabo khayalo me
khwabo khayalo me, khwabo khayalo me
khwabo khayalo me