AGK Sangeet

Yeh Hawa Yeh Hawa Yeh Hawa

Song Details

Name

Yeh Hawa Yeh Hawa Yeh Hawa

Year

1963

Movie Name

Gumrah

Music Director

Ravi

Lyrics of Yeh Hawa Yeh Hawa Yeh Hawa

ye hawa ye hawa ye hawa
ye fiza ye fiza ye fiza
hai udaas jaise mera dil mera dil mera dil
aa bhi ja aa bhi ja a bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja a bhi ja

aa ke ab to chaandani bhi zard ho
chali ho chali ho chali
dhadakanon ki narm aanch sard ho
chali ho chali ho chali
dhal chali hai raat aa ke mil
aa ke mil aa ke mil
aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja

raah mein bichhi hui hai meri har nazar
har nazar har nazar
main tadap raha hoon aur tu hai
bekabar bekabar bekabar
ruk rahi hai saans aa ke mil
aa ke mil aa ke mil
aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja