Hai Isi Me Pyar Ki Aabru

1962

Basic Details

NameHai Isi Me Pyar Ki Aabru
Year1962
SingerLata Mangeshkar
Music DirectorMadan Mohan
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Movie NameAnpadh
RaagBhairavi
TaalRupak
ActorMala Sinha
Category
YouTube Linkhttps://www.youtube.com/watch?v=Q4IbK1BOyp8

Sthayi Notation

Sthayi Notation

Sthayi Audio

Antara Notation

Antara Notation

Antara Audio

Lyrics

hai isi me pyar ki aabru wo jafa kare mai wafa karu jo wafa bhi kam naa aa sake to wohi kahen ke mai kya karu hai isi me pyar ki aabru mujhe gam bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe gam bhi unka ajeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi gam hai ab meri jindgi ise kaise dil se juda karu hai isi me pyar ki aabru jo na ban sake mai wo bat hu jo na khatm ho mai wo rat hu jo na ban sake mai wo bat hu jo na khatm ho mai wo rat hu jo na khatm ho mai wo rat hu ye likha hai mere nasib me yuhi shamma banke jala karu hai isi me pyar ki aabru na kisi ki dil ki hu aarju na kisi najar ki hu justuju na kisi ki dil ki hu aarju na kisi najar ki hu justuju na kisi najar ki hu justuju mai wo phul hu jo udas ho naa bahar aaye to kya karu hai isi me pyar ki aabru wo jafa kare mai wafa karu jo wafa bhi kar na sake to wo hi kahe ke mai kya karu hai isi me pyar kee aabru

Related Songs

No similar songs available

Learn More