Main pyar ka rahi hoon

1962

Basic Details

NameMain pyar ka rahi hoon
Year1962
SingerMahammad Rafi, Asha Bhosle
Music DirectorO.P.Nayyar
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Movie NameEk Musaafir ek haseena
RaagAshabari
TaalKaharawa
ActorJoy Mukherjee, Sadhana
Category
YouTube Linkhttps://www.youtube.com/watch?v=r-ePM6XRr7w

Sthayi Notation

Sthayi Notation

Sthayi Audio

Sthayi audio not available

Antara Notation

Antara Notation

Antara Audio

Antara audio not available

Lyrics

main pyaar kaa raahee hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thahar jaaun tum ek musaafir ho kab chhodke chal dogey ye sochke ghabaraaun main pyaar kaa raahee hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath le le naazneen tu nahin jaa sakegee chhodkar zindagee ke jhamele naazneen naazneen tu nahin jaa sakegee chhodkar zindagee ke jhamele jab bhi chhaaye ghataa yaad karnaa zaraa saat rangon ki hoon kahaani main pyaar kaa raahee hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thahar jaaun tum ek musaafir ho kab chhodke chal dogey ye sochke ghabaraaun main pyaar kaa raahee hoon pyaar ki bijliyaan muskuraayen dekhiye aap par gir na jaayen dil kahe dekhtaa hi rahoon main saamne baithkar ye adaayen haay dil kahe dil kahe dekhtaa hi rahoon main saamne baithakar ye adaayen na main hoon naazneen na main hoon mahjabeen aap hi ki nazar hai deewaani main pyaar kaa raahee hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thahar jaaun tum ek musaafir ho kab chhodke chal dogey ye sochke ghabaraaun main pyaar kaa raahee hoon..

Related Songs

No similar songs available

Learn More