Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka

1968

Basic Details

NameMere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka
Year1968
SingerKishore Kumar
Music DirectorR.D.Barman
LyricistRajendra Krishan
Movie NamePadosan
Raag
TaalKaharawa
Actor
CategoryTareef
YouTube Linkhttps://www.youtube.com/watch?v=OkhjzAfaH0I

Sthayi Notation

Sthayi Notation

Sthayi Audio

Sthayi audio not available

Antara Notation

Antara Notation

Antara Audio

Antara audio not available

Lyrics

mere saamne waali khidki mein mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke vo hamse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko ham shamaa jalaana bhool gaye jis roz se dekha hai usko ham shamaa jalaana bhool gaye dil thaam ke aise baithe hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein vo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko ham ae husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke vo hamse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai

Related Songs

Learn More