Yeh Raat Bhigi Bhigi, Yeh Mast Fizaaye

1956

Basic Details

Name Yeh Raat Bhigi Bhigi, Yeh Mast Fizaaye
Year 1956
SingerLata Mangeshkar, Manna Dey
Music DirectorSankar Jaikishan
LyricistShailendra
Movie NameChori Chori
RaagGaandhari
TaalKaharawa
ActorRaj Kapoor, Nargis
Category
YouTube Linkhttps://www.youtube.com/watch?v=4Qu7DBRVTuo

Sthayi Notation

Sthayi Notation

Sthayi Audio

Antara Notation

Antara Notation

Antara Audio

Lyrics

ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye utha dheere dheere wo chaand pyara pyara ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye utha dheere dheere wo chaand pyara pyara kyun aag si laga ke gumsum hai chandani sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara ithlati hawa nilam sa gagan kaliyo pe ye behoshi ki nami aise me bhi kyun bechain hai dil jivan me na jane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chandani sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye utha dheere dheere wo chaand pyara pyara jo din ke ujale me na mila dil dhundhe aise sapne ko iss raat ki jagmag me dubi main dhundh rahi hu apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye utha dheere dheere wo chaand pyara pyara kyun aag si laga ke gumsum hai chandani sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara aise me kahi kya koi nahi bhule se jo humko yaad kare ik halaki si musakan se jo sapno ka jaha aabad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye utha dheere dheere wo chaand pyara pyara kyun aag si laga ke gumsum hai chandani sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara -

Related Songs

No similar songs available

Learn More