AGK Sangeet

Aap Ko Pyaar Chhupaane Kee Buree Aadat Hain

Song Details

Name

Aap Ko Pyaar Chhupaane Kee Buree Aadat Hain

Year

1965

Movie Name

Neela Akash

Raag

Des

Music Director

Madan Mohan

Lyrics of Aap Ko Pyaar Chhupaane Kee Buree Aadat Hain

aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
aap ko pyar

aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
aap ko aata hai kya naaj dikhane ke siwa
aur hame naaj uthane ki buri aadat hai
aur hame naaj uthane ki buri aadat hai
aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
aap ko pyar

kis liye aap ne sharma ke jhuka li aankhe
kis liye aap ne sharma ke jhuka li aankhe
kis liye aap se ghabara ke bacha li aankhe
aap ko tir chalane ki buri aadat hai
aap ko tir chalane ki buri aadat hai
aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
aap ko pyar

ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
banda mar mar tera thoda sa karib aayiyega
aap ko paas na ane koi buri adat hai
aap ko paas na ane koi buri adat hai
aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
aap ko pyar