AGK Sangeet

Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye

Song Details

Name

Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye

Year

1956

Movie Name

Rajhath

Taal

Dadra

Music Director

Shankar Jaikishan

Lyrics of Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye

aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye
kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye

kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa ho
aankhen thi bewafa
kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa haaye
daaman meri nazar se bachaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
dil ki dhadkanon
itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
woh kaun the jo khwaab dikhaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye